Latest News:

 

Kabhi Yaad Kar Lena!

Yaad unhe kiya jata hai,

khayal jin ka aaye bhi

toh itefaqan aaye..

Magar mera yaar toh,

meri dhadakano ka sabab hai,

sanson ki tarah woh dil me samaye,

ragh rah meri wakafiyat rakhti kai,

mera rom rom gawah hai,

Go zara ek kharoch jo aaye,

unhe agar koi gair rulaye,

tan man jal jal rakh hojaye

zid par utre bache jaisa,

seene me shor udham machayae.

Phir bolo bhala is alam me,

unhe yaad karein ya,

apna farz nibhaye ??

Woh phir bhi kahete hain

”KABHI YAAD KAR LENA”

Rab mere kaun unhe samjhaye,

Namunkin yeh kaam mumkin kiya jo jaye

To wo bhi kuch nahi paaeinge


Aur mein sab kuch khodungi.


Ab kai toofan hai baaki,


Hum dono apni Jaan se jayeige


Maut ka nahi,

tumhe khone ka dar hai mujhe.

Phir umra bhar japte rahena“KABHI YAAD KAR LENA”



Please comment if you like this post!
An AwaazBandh Presentation!

Digg It! Add to del.icio.us Stumble This

Posted in Labels: |

0 comments: