Love SMS in Hindi!
Posted On Wednesday, November 19, 2008 at at 8:52 PM by Pat
Kisiko apna banane me der lagti hai,
ek vada nibhane me der lagti hai,
pyar to pal bhar me ho jata hai,
magar unhe bhulane me umar lagti hai.
Jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the,
yaad unhe din rat kiya karte the,
ab un raho se guzra nahi jata,
jaha baith kar unka intezaar kiya karte the.!
Gam-e-ulfat main hum had se gujar gaye,
ki unke isqe main hum deewane ban gaye,
humne to sunai thi apni daastain-e-dil unko,
vo zalim samjhe gazal aur wah wah kar gaye
Unki julfo ke tale hum zamana bhula dete hain,
vo ek nazar se kitne armaan jaga dete hain,
ishq to unko bhi hai humse ye jaanta hain hum,
phir bhi na kah kar kyoin vo iss dil ko saza dete hain
Muskan tere Hoton Se Kabhi Jaaye Na,
Aansun tere Palkon Pe Kabhi Aaye na,
Poora Ho tera Har Khwab,
Aur Jo Poora na Ho Woh Khwab Kabhi Aaye Na…
Na misaal milegi tere husn ki iss kaynaat main,tu itni kasis bhari khoobsurti kahain se layi hai,labo hain maykhane aur ankhain chalakte pamane,aye khuda jaane aaj kis kis ki shamat aye hai.
Jalate hai hum apne dil ko diye ki tarahTeri Zindagi main khushiyon ki roshni lane ke liyeSeh jate hai har chubhan ko apne pairon taleTeri Rahon main phool bhichane ke liye..
Darta huin kahin main pagal na ban gaoin,teekhi nazar aur sunahre roop ka kayal na ban gaoin,ab bas bhi kar zalim kuch to raham kha mujhe per,chali ja meri nazro se door kahin main shayar na ban jaoin
Dekhi hai humne duniya jahaan husne-e-bazar ke,too uhin ruk jaye hamari nazar ye itni sasti nahi,koi hoor, koi noor ya koi zannat ki pari ho to kya,dava hai hamara tik jaye tere samne aisi koi hasti nahi
Palko ke kinare humne bhigoye hi nahi,woh sochte hai hum roye hi nahi,woh puchte hai khwabon me kise dekhte ho,hum hai ki ek umr se soye hi nahi…
Didn't like the article, found a mistake or just have your own opinion? WE LOVE feedback!
An AwaazBandh Presentation!

translation pls?
I supposed the title said it all.
It is in Hindi DUDE......
Lets c if writer does it for u!