Ghajini Songs Lyrics!
Posted On Saturday, November 22, 2008 at at 10:37 PM by PatTu meri adhuri pyas pyas
Tu agayi mann ko ras ras
aab thoooo
Tu meri adhuri pyas pyas
Tu agayi mann ko ras ras
aab tho thu aaja pass passsssss
hain Guzarishhhhhh
Hain haal to dil ka tang tang
thu rang ja mere rang rang
bas chalna mere sang sang
hain Guzarishhhhhh
All Bakwaas!
kehde thu han tho zindagi
chainon se chhutke hasegi
moti hunge moti rahon meinnn
yeh yeh yeh
Tu meri adhuri pyas pyas
Tu agayi mann ko ras ras
aab tho thu aaja pass passsssss
hain Guzarishhhhhh
Sheeshe ke khwaab lekke
raaton mein chal raha hon
takrana jao kahinnnn
aasha ki lon hain roshan
phir bhi toffan ka dhar hain
lon bhuj na jaye kahin
bas eak haan ki guzaarish
phir hogi khusiyon ki baarish
Tu meri adhuri pyas pyas
Tu agayi mann ko ras ras
aab tho thu aaja pass passsssss
hain Guzarishhhhhh
www.allbakwaas.info
hmmm mmm mm mmm mmm mm mmm hmmmmm mm…
oho ohhhhhhhhhh oho ohhhhhhhhh..
chanda hain aasman hain
aur badal bhee gane hain
yeh chandaaa chup jaye naaa
tanhayi das rahin hain
aur dhadkan bad rahi hain
eak pal bhi chain aaye na
kaisi aajab dastaan hain
bheechainiyan baas yahan hainnn ohhh
Tu meri adhuri pyas pyas
Tu agayi mann ko ras ras
aab tho thu aaja pass passsssss
hain Guzarishhhhhh
hain haal tho dil ka thang thang
thu rang ja mere rang rang
bas chalna mere sang sang
hain Guzarishhhhhh
Tu meri adhuri pyas pyas
hmm m m m hmmm
AYE BACCHU
Jhoom le jhoom jhama
Jhoom jhamak jhoom
Pairon mein ta ta thaye
Jhoom tumaak tum
Jhoom le jhoom jhama
Jhoom jhamak jhoom
Pairon mein ta ta thaye
Jhoom tumaak tum
Aye bachchu tu sun le
Mere dil ka ye order
Ab khul ke jeele tu
Koi seema na border
Halka sa nasha hai
Masti ki wine mein
Jeene ka hai chaska
toh aaja line mein
Suno yaaron suno ek raaz gehraa
Kiston mein kya jeena
Lambee saans lo zara
Muthiyon ko kassona inhe khol do
Dil mein kya rakhna chalak bol do
Gun guna lo muskuralo
zindagi toh sikhtati hai yehi
Lehralo balkhalo
Hum qaidi to nahin
Jhoom le jhoom jhama
Jhoom jhamak jhoom
Pairon mein ta ta thaye
Jhoom tumaak tum
Lehron ke sang chap chap chaapak cham
Dol tu dum dum dum dumaak dum
Jhoom le jhoom zoom
Oh zara jhoom le jhoom zara
Suno yaaron suno ek raar gehraa
Kiston mein kya jeena
Lambee saans lo zara
Muthiyon ko kassona inhe khol do
Dil mein kya rakhna chalak bol do
Oh jhoomo zara yeh bhi kya hai jeena
Oh jhoomo zara tum ho nageena
Jhoomo jhoomo jhoom jhoom mere sung
Mastiyon ki kashti kholo
Kinaro ko bye bye bolo
Aao nah hawa ke sung holo
Dolo dolo dolo dolo mere sung
Aye bachchu tu sun le
Mere dil ka ye order
Ab khul ke jeele tu
Koi seema na border
Halka sa nasha hai
Masti ki wine mein
Jeene ka hai chaska
toh aaja line mein
Mere dil ka ye order
Ab khul ke jeele tu
Koi seema na border
Halka sa nasha hai
Masti ki wine mein
Jeene ka hai chaska
toh aaja line mein
Jhoom le jhoom jhama
Jhoom jhamak jhoom
Pairon mein ta ta thaye
Jhoom tumaak tum
Lehron ke sang chap chap chaapak cham
Dol tu dum dum dum dumaak dum
Jhoom le jhoom jhama
Jhoom jhamak jhoom
Pairon mein ta ta thaye
Jhoom tumaak tum
Lehron ke sang chap chap chaapak cham
Dol tu dum dum dum dumaak dum
Jhoom le jhoom jhama
Jhoom jhamak jhoom
Pairon mein ta ta thaye
Jhoom tumaak tum
BEHKA MAN BEHKA
Behka main behka
Woh behki hawa si aai
Ek hi nazar mein sab
Manzil wanzil paaye
Hatke alag si thi
Bilkul juda si
Na hi adaayein
Na Ko aangraii
Behka Behka
Main Behka Behka
Mehka mehka
|Yeh Maan hai mehka
Behka min behka
Woh behki Hawa si aai
Ek hi nazar mein sab
Manzil wanzil paaye
Dhadkan dhak dhak
Dhak dhak dhak dhak
Hue
Dil tha tha tha tha tha thayee
Chal dagmag mag
Dagmag mag hue
Jhoomoo mein jhamak
Jhamajham
Rasta takoon takoon
Takoon takoon takoon
Takoon mein
Pal Pal jagoon jagoon
Jagoon jagoon jagoon
Jagoon n main
Baar baar badal karwat
usko sochoon mein
Behka behka
Main behka behka
Mehka mehka
Yeh Maan hai mehka
Guzare jahan se woh
Raunak udaaye
Chalke nadi si woh
Mujhko bhigoti jaaye
woh gun gunaaye
nagene lutaaye
Khaata sa bachpan
Meethi shararat
Thoda resham hai
Thodi nazakat
Kabhi sharmaye
Kabhi Lehraye
Usmein saahil hai
Aur jaane kitni gehraii
Behka main behka
Woh behki hawa si aai
Ek hi nazar mein sab
Manzil wanzil paaye
Hatke alag si thi
Bilkul juda si
Na hi adaayein
Na Ko aangraii
Main behka behka
Mehka mehka
Yeh Maan hai mehka
All Bakwaas!
Uski boli
Jaise phoolon ki toli
Uska chalna
Rituein badalna
Jhoot bhi uske sachche
Lagey achchhe lagey
Sach se bhi bade lagey
Rahon mein uski
Haath baandhe palke
Bichaaye hue sar ko
Jhukaye huey
Khusboowon se chaaye
Hue
Tkataki lagaye hue
Saath saaath jaane kitne
Saare mausam khade
Rahein
Behka main behka
Woh behki hawa si aai
Ek hi nazar mein sab
Manzil wanzil paaye
Hatke alag si thi
Bilkul juda si
Na hi adaayein
Na Ko aangraii
Behka Mein
Haan behka behka main
Haan behka behka
Behka Mein
Behka Mein
Haan behka behka main
Behka Mein
Haan behka behka
Behka Mein
Behka Mein
Haan behka behka main
Behka Mein
Haan behka behka
Behka Mein
LATOO
Nachayenge
Nachayenge
Latoo latoo latoo main
Us pe latoo
Latoo latoo latoo mein
Aye lala aye lala aye lala
Palak kyun phadke re
Dil kyun dhadke re
Thirak si jaoon re
Kyun mein sharamaan re
Aaj ye kaun aaya
Khushbuwon sa chaaya
Chal mein ghungroo hai mausam hai
Oh oh oh oho yaar
Yaar Yaar Yaar Mera Yaar
Yaar Yaar Yaar
Yaar Yaar Yaar Mera Yaar
Yaar Yaar
Latoo latoo latoo main
Us pe latoo
Latoo latoo latoo mein
Us pe latoo
Yaar Yaar Yaar
Yaar Yaar Yaar Mera Yaar
Yaar Yaar Yaar Mera Yaar
Yaar Yaar
Uske aane se bus jaaye
soone soone maan ka ilaka
Nachayenge
Woh bus kar de ishaara
Aur mein boloon jo hukm ho aaqa
Nachayenge
Masti mein Tee woh hai
Jeene mein Jee woh hai
Seene mein See woh hai
Dhak dhak dhak har dhadkan mein woh
Pani mein pa who hai
Dhani mein Dha woh hai
Maani mein maa woh hai
Saazon mein har har sargam mein woh
Luft kya uski ashiqui mein hai
Usko ghoonth ghoonth
MEin pee loon
Zindagi Chayen chayen
Main jee loon
Latoo latoo latoo mein
uspe latoo
Latoo latoo latoon mein
Uspe Latoo
Yaar Yaar Yaar
Yaar Yaar Yaar Mera Yaar
Yaar Yaar Yaar Mera Yaar
Yaar Yaar
o Palak kyun phadke re
Dil kyun dhadke re
Thirak si jaoon re
Kyun mein sharamaan re
Aaj ye kaun aaya
Khushbuwon sa chaaya
Chal mein ghungroo hai mausam hai
Oh oh oh oho yaar
Yaar Yaar Yaar Mera Yaar
Yaar Yaar Yaar
Yaar Yaar Yaar Mera Yaar
Yaar Yaar Yaar Yaar
Didn't like the article, found a mistake or just have your own opinion? WE LOVE feedback!
An AwaazBandh Presentation!